
Best urdu shers
Shairy teri miraas to nahi “Basit”
Ata Hua hai jo Tarz E Bayan kiska hai
Abdul Basit
************************************
Kitab E dil se nikale huyee hain ye auraq
Zara sabhal kar rakhna K kho na jaye kahiN
Ghalib Ayaz
**********************************************
Jab se jawan huyee ho yeh chal kya nikali hai
Jab tum chala kare ho thokar laga kare hai
Mir Taqi Mir
*********************************
Diwangi “Asad” ki hasrat kashish E tarb hai
Sar mai hawa E gulshan , dil mai ghubar E sehra
Mir Taqi Mir
***************************
Tum mere pass hote ho goya
Jab koyee doosra nahi hota
Momin Khan Momin
*******************************
Patta patta buta buta hal hamara jane hai
Jane na jane gul hi bagh to sara jane hai
Mir Taqi Mir
*******************************
Ishq per zore nahi hai wo aatish-e-ghalib
Ke lagae na lage aur bujhaye na bane
Mirza Ghalib
*********************************
Dil E nadaN tujhe huaa kya hai
Aakhir is dard ki dawa kya hai
Mirza Ghalib
***************************
Deakh to dil ke jan se uthta hai
Ye dhuaaN sa kahan se uthta hai
Mir Taqi Mir
***************************
Teri ummeed tera intezar jab se hai
Na shab ko din se shikayat na din ko shab se hai
Faiz Ahmad Faiz
********************************
GuloN mai rang bhare baad E now bahar chale
Chale bhi aao ke ghulshun ka karobar chale
Faiz Ahmad Faiz
*******************************
Isi sabab se falak ka gila nahi karte
Tere feraq mai hum dil bara nahi karte
Faiz Ahmad Faiz
**************************************
Dil hai to dharakne ka koyee bahana dhundhe
Pathther ki tarah be husN O jan kyoN hai
Shahr Yar
*******************************
Ai dost mai khamosh kisi dar se nahi tha
Qayel hi teri bat ka ander se nahi tha
Bani
***********************************
Mere sokoot se jis ko gale rahe kya kiya
Bichherte waqt wo aankoN ka bolna deakhe
Perveen Shakir
*********************************
Ab kar ke faramosh to nashad karo ge
Per hum jo na hoN ge to bahut yad karo ge
Mir Taqi Mir
**********************************
Dil woh nager nahi ke phir aabad ho sake
Pachta O ge suno yeh basti ujar kar
Mir Taqi Mir
**********************************
Hijrat ka etebar kahan ho sake ke jab
Chori huyee jaghah ki nishaN bhi sath hai
Perveen Shakir
**********************************
Suraj bhi Is ko dhoond kar wapas chala gya
Hum bhi ghar ko laut chaleN sham ho gyeN
Perveen Shakir
********************************
Wo bhala kis ki bat mane haiN
Bhai syed to kuch dewane haiN
Akber Allahabadi
*********************************
Dasht se jhoom Ke jab saba aati hai
Saaf ghunchoN Ke chatakne ki sada aati hai
Baber Ali Anis
**********************************
Shaakh zaitoon ameeN hum hain
Shahar mai ishtehar ho ke na ho
Ghalib Ayaz
*******************************
Kha kha ke Os aur sabza hara huaa
Tha motiyoN se daman E sehra bhara huaa
Baber Ali Anis
***************************
Kamer bandhe huye chalne ko yaN sab yaar baiThe haiN
Bahut aage gaye baqui jo hain taiyyar baiThe haiN
Insha Allah Khan Insha
*******************************************
Mar bhi jaauN to kahaN log bhula hi deNge
Lafz mere mere hone ki gawaahi deNge
Perveen Shakir
****************************
Yeh Isq nahi asaN bas itna samajh leeje
Ek aag ka dariya hai aur is se guzarna hai
Jigar Muradabadi
*******************************
Mai akela hi chala tha janib E manzil mager
Log sath aate gye aur karwan banta gya
Majaz
*********************************
********************************
Apne man mai doob kar pa ja suragh E zindagi
Tu ager mera nahi banta ‘na ban apna to ban
Allama Iqbal
*********************************
Apna to kam hai ke jalate chalo chiragh
Raste khwah dost ya dushman ka ghar mile
Kalim Ahmad Ajiz
********************************
Hain aur bhi duniyaN mai sokhanwer bahut achhe
Kahte hai ke ghalib ka hai andaz E bayaN aur
Mirza Ghalib
******************************
Koyee rota hai dil mai pichle pahar
Koun mahboos is makan mai hai
Ghalib Ayaz
*******************************
Fani Deccan mai aa ke yeh uqdah khula ke hum
Hindustan mai rahte hain hindustan se door
Fani Bada Yni
***********************************
Jo sach puchho to” shad ” apne kiye kuch ho nahi sakta
Khuda ki dain hai insan ka mashhoor ho jana
Shad Azimabadi
**************************************
Jab tum mujhe pukarna chaho
Raushani raushani ; sada dena
Ghalib Ayaz
JSB 23.03.14/ REVIEWED 5TH JAN 2018
20TH SEPTEMBER 2020
OLD IS GOLD… Shayari….
Author: Jatinder Pal Singh Broca Sep 21Shayari….
My friend Dr Pooja wrote a lovey-dovey shayari a few days ago and requested me to help her in translating it for benefit of readers who did not understand Hindi.
Gladly, I volunteered to translate it.The result and the feedback from various readers is posted herebelow for you all to see and enjoy !
Poetry
By Dr Pooja G Bhuyar, Sep 18, 2009
Bijapur, pooza_29@yahoo.com
Shayari
Teri masoomiyat pe main apna dil kurbaan kar baitha,
Teri ek haseen ke liye main saaree hadhein paar kar baitha
Meri ek hi tamanna hai ki tu hamesha khush rahey
Na jaane kab tere liye sajdey mein sarr jhuka baitha.
J S Broca’s transliteration:
I sacrificed my heart at the altar of that rare simplicity of yours
I crossed all borders just to glimpse that one sweet smile of yours
I have only one, just one ultimate desire, that you be happy for ever
I don’t know when I bowed down before the Supreme Being.
Comments from readers :
Praying and praying for your welfare, for ever, for ever!! Pooja and Brocaji, It’s pure and tender.
U Atreya Sarma, Greenfield, Wisconsin
Sep 19, 2009
A sincere prayer, good one.
Thara D’Souza, Thiruvananthapuram
Sep 19, 2009
Wah wah! The essence of the shayri is still intact in the translated verse too.
Srinivas Jagirdar, Hyderabad
Sep 18, 2009
Jitoo Uncle, You always let me take the basket of flowers. Thanks for being so good. Deep regards. Dear Jasneet, Thanks for liking my shayari. Best wishes.
Dr Pooja G Bhuyar, Bijapur
Sep 18, 2009
Dear Sanjay, You write very well. I am very happy with the last two lines penned in your verse. Nice thoughts duly framed, romantic at the same time. Have a nice time.
Dr Pooja G Bhuyar, Bijapur
Sep 18, 2009
Dear Pooja, thanks ! Your original is better than my translation, I feel. Keep posting !!
J S Broca, New Delhi
Sep 18, 2009
Respected Dr. Pooja ji, Kudos to your wonderful shayri. An absolute praiseworthy transliteration by Broca sir. Warm Regards.
Jasneet Kaur, New Delhi
Sep 18, 2009
Seshu Uncle, Thank you so much. I thank Jitoo Uncle, who translated my shayari. Best wishes. Satya Uncle, I was expecting a Telugu transliteration by you and see, it’s here. Nice read. Best wishes.
Dr Pooja G Bhuyar, Bijapur
Sep 18, 2009
Kehna Tum se Hai, Tum Apna Khayal Rakhna,
Pooch Lena Mujhse, Naa Mere Liye
Dil mein Koi Sawaal Rakhna Main Yeh Nahi Kehta Ke Sab Kuch Yaad Rakhna,
Jab Hum Mile The Bas Yaad Wo Din,
Wo Ghadi Aur Wo Saal Rakhna Naa Sochna Kabhi Ke Badal Jayenge Hum,
Hum Khawab Nahi Jo App Ki
Aankhon Se Nikal Jaayenge Hum Agar Yakeen Naa Ho To
Mujh Se Meri Zindagi Maang Lo,
Bichha Dena Pyar Ki Baahein,.
Hans Kar Mar Jaayenge Hum Bikhri hui zulfoon ko, girahgeer bana lo;
Rakhna hai mujhe qaid, to zanjeer bana lo;
Kaagaz pe lakeeren, to bahut kheech le tumne;
Ab sab ko mila kar, meri tasveer bana lo.
Sanjay Suman, New Delhi, Sep 18, 2009
Dear Pooja, A nice shayri and an excellent translation by Brocaji. Here I submit the Telugu translation for your perusal and by MI fraternity. Warmest regards.
Here is the Telugu translation:
Arudaina nee niraadambarata anE balipeetampai naa hrudayaani arpinchaanu Nee teeyani chiru navvu choodaalani anni sarihaddulu daati vacchaanu Naaku okkatE, okE okka kOrika, neevu yeppudoo santoshamgaa vundaalani Naaku teleedu eppudu aa sarvonnatuni mundu mokarillanO Nee manchi kosam prardhistoo, prardistoo, eppatiki, mareppatikee
Ch J Satyananda Kumar, Visakhapatnam
Sep 18, 2009
Despite it is tough translating Urdu into English, Brocaji did a commendable job. Praiseworthy expressions, both.
Seshu Chamarty, Hyderabad
Sep 18, 2009
COMPILED BY J S BROCA 21ST SEPTEMBER 2020